मंगलवार, 1 जनवरी 2008

समाचार

समाचार

कथाकार सूरज प्रकाश सड़क-दुर्घटना में घायल

वरिष्ठ कथाकार एवं अनुवादक सूरज प्रकाश गत 10 दिसंबर 2007 को फरीदाबाद में एक सड़क-दुर्घटना में घायल हो गए। उनके साथ 82 वर्षीय उनके पिता भी गंभीर रूप से घायल हो गए। एस्कार्ट अस्पताल, फरीदाबाद में उपचार करवाने के बाद इन दिनों सूरज प्रकाश फरीदाबाद में अपने छोटे भाई के निवास पर स्वास्थ्य लाभ कर रहे हैं।

आगामी अंक

फरवरी 2008

हम और हमारा समय” के अन्तर्गत कथाकार एवं आलोचक महेश दर्पण की दो लघु कहानियाँ। साथ ही, अनुवादकों की की जा रही उपेक्षा और अवहलेना को रेखांकित करता सुशील कुमार का आलेख – “मूल रचना बनाम अनुवाद”।

2 टिप्‍पणियां:

बेनामी ने कहा…

Chandelji,

Bazarvaad par adharit Vaatayan ka doosra ank vastav mein hamare samaj ki vartmaan sthitee par ek karoor tippanee karta hai aur iske maadhyam se iski visangtiyon aur vidambanaon ko bade sarthak dhang se udghatit karta hai. Subhash Neerav ki laghu kahaniyan iska praman hein.

Aapne shaayad theek hi kaha hai ki laghukathaon ko vaastav mein laghukahaniyan hi kahna uchit hai. Hindi ki lambi kahaaniyan bhi English mein short stories hi kahlati hein aur long stories lambi kahaniyan hi maani jati hein toh phir short stories ko laghukahaniyan kahne mein duvidha kaya hai. Yeh ek vicharniya baat hai jisko aur dhyan diya jaana chahiye jo ki ab tak nahin diya gaya.

Tolstoy par alekh adbhut bhi hai aur gyanvardhak bhi.

Aur aapne agle ank mein anuvadkon ki upeksha ka vishya chuna hai. Bhi Saheb , anuvadkon ki upeksha ka rona hi kyon rote hein aap? Hamare hindi sahitya mein toh 'original' hindi sahityakaron ki bhi upeksha ka chalan hai. Bade sampadak aur sahityakar doosre chhote lekhkon ki rachnaon ko bhi kai-kai saal tak apni dum ke neeche dabaye baithe rehtai hein. Aise mein anuvaadkon ki kaya kahayen?

RAMESH KAPUR

vangmyapatrika ने कहा…

aadab
aap blog accha laga .rachna acche hai .